प्रभु आप जगो प्रमात्मा जगो
मेरे सर्व जगो सर्वत्र् जगो,
कण कण मे जगो हर मन मे जगो
प्रभु आप जगो प्रमात्मा जगो !!
दुखान्तक खेल का अन्त करो,
अब अन्त करो प्रभु अन्त करो!
सुखान्तक खेल प्रकाश करो
प्रभु आप जगो प्रमात्मा जगो !!
Thursday, December 25, 2008
Aarti Shree Sachche Swaroop Ki

Arati Sri Sacha Swaroopa Ki-2
Apa Roop Ada Bhodha Swaroopa Ki ,
Nija Bhodha Roopa Bhodha Swaroopa Ki ,
Prakriti Bhoopa Prarabdha Bhoopa Ki,
Purusharth Bhoopa Purusharth Roopa Ki
Swayam Swaroopa Ki ,Arati Sri Sacha Swaroopa Ki,
Arati Nija Satya Swaroopa Ki,
Arati Sri Sacha Swaroopa Ki.
Shree Sachche Maha Prabhu ki Jai ho........
Sachcha SANKULP befor prayer

Hé Parmatma Apni jan kari,
Tatha bhakti ka prakash karo .
Avaran-dosh vikar ka anta karo ,
Annapurna Laxmi roopa hokar ,
Sahej swa-bhavik prakash karo,
Tatha varanashram,Vedic kramanusar,
Shrishti roop se waivasthit ho.
Iss prakar dukhantak kel ka anta,
Sukantak khel ka prakash,
Sarva sarvatra Roop me ho-kar,
Sarva sarvatra Roop ho kar karo .
Apna Sankulp Aap purna karo ,
Apna prakash Aap karo .
Shree Sachche Maha Prabhu ki Jai ho.......
Subscribe to:
Posts (Atom)